KISI BHI SONG ME APNA NAME KAISE MIX (DJ MIX) KARE

KISI BHI SONG ME APNA NAME KAISE MIX (DJ MIX) KARE
KISI BHI SONG ME APNA NAME KAISE MIX (DJ MIX) KARE:

Hello friends- kaise aap aasha karta hu ki aap sabhi achhe honge . Aaj phir mai aapke sath ek naya jugad ke sath hazir hu aaj ham bat karne wale hai. ki aap kisi bhi song me apna name kaise add kar sakte hai.दोस्तों अपने नाम का DJ SONGS मोबाइल से कैसे बनाये ? FULL GUIDE के लिए इस पोस्ट को पढ़े .

Dosto song to aap sunte hoge . Khas utar par aapne deka hoga Dj songs me kisi ka naam aur number bich me bola jata hai. Apne bussiness ka pramotion karne ke liye aksar log aise dj songs banate hai. Gaane ke beech me jab naam ata hai to song sunne me aur bhi achha lagta hai. Dosto aap sochate honge ki ye bahut hi jyada editing ka kaam hai. Lekin ye bahut hi easy hai. Agar aap ko bhi kisi bhi song me apna name aur number dalana hai. To mai aapko aaj ye batane wala hu.

Yaha par mai aapko kisi bhi song me apna name aur number aad karne ke liye jugad{tips} bataunga. Aap ise use kar sakte hai.

SONG ME APNA NAME MIX (DJ MIX) KARE:

Step1: Sabse pahle aap apne mobile / laptop/pc ke browser me jakar soundoftext.com website ko open karen. Ab yaha text box me jo bhi likhna chahte hai wo type karen. Aap jis bhi language me convert karna chahte hai use yaha  Select karen aur Submit kar de.

download app

Step2: Aisa karte hi apka text voice me convert ho jayega. Ab aap chahe to ise play kar sakte hai ya sidha download kar sakte hai. Next step me apko apne mobile me “Edijing Mix” naam ka software install karna hoga. Install karne ke baad ise open kar le.

SONG ME APNA NAME

Step3: Is application me apko do player milenge. Ek me aap song upload  kar sakte hai aur ek me audio clip. Dono ko aap add kar dijiye. ab song ko play karke  recording start kar dijiye.

Step4: Yaha aapko song ke jis bhi hisse me apko apna name dalna hai. waha pe us clip ko bhi play kar dijiye.

Step5: song khatm hone ke baad recording band kar dijiye aur file save kar lijiye.

Step6: Bus aapka  song ready ho gaya hai. aap ise play kar sakte hai.

Dosto dekha aapne kisi bhi song me apna name add karna kitana easy hai. Aapko hamara ye article kaisa laga hame jarur bataye.

अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार टेक यू हेल्प के संस्थापक हैं। वह मानव व्यवहार और समाज का अध्ययन करने के जुनून के साथ अत्यधिक प्रेरित व्यक्ति हैं। उन्होंने 2015 में कानपुर विश्वविद्यालय से समाजशास्त्र में मास्टर ऑफ आर्ट्स की डिग्री प्राप्त की है। पढ़ाई के दौरान, अनूप कुमार ने सामाजिक संरचनाओं और व्यक्तिगत अनुभवों को आकार देने के तरीकों की गहरी समझ विकसित की।
WordPress List - Subscription Form
Never miss an update!
Be the first to receive the latest blog post directly to your inbox. 🙂

Comments (36)

Leave a Comment