Shared Hosting (LINUX) VS VPS Hosting

hi friends, aap Sabhi Ne Shared hosting ke baare mein toh suna hi hoga. Agar aap blogging Karte Hain  kya karna chahte hain, to aap ko hosting ke baare me Jarur Pata hona chahiye. hosting do Prakar ki hoti hai-

  1. free hosting
  2. paid hosting

  1. shared hosting( Linux hosting)
  2.  VPS hosting( virtual private server)

So Aaj Hum paid hosting ke Dono Prakar- shared hosting and VPS hosting ke baare mein aap ko Bistar se batayenge. Is post Ke jariye Aaj aap Janege Ki share hosting  and VPS hosting  mein kya Antar hai.Konsi website hosting aapke blog ke liye ladki ya website ke liye sabse Jyada achi Rahegi.

Kyonki bloggin ke Sahi startup ke liye Sahi  hosting choose karna bahut zaroori hai. Ek galat hosting Aap Ke Sare ke sare Mehnat par Pani pher sakta hai . Is liye ek Sahi hosting aapke blog ya website ke liye bahut zaroori hai. main aap ko niche vistar se bataya Hai Ki  shared hosting VPS hosting me kya Antar hai.

 

download app

Compare with shared hosting vs VPS hosting

Ye dono Prakar ki hosting web hosting hi kahlati Hain. hosting ka Arth Hota Hai Aap apni website K content code store karne ke liye Jis platform ka use karte hain usi ko web hosting kehte hain. Jai Sakhi Hum Apne computer /laptop Me  apni files audio video photos image ko store karne ke liye hard disc ka use karte hain. aur apne mobile me audio videos photos  store karne ke liye memory card ka use karte hain,  thik ushi Prakar  webhosting Hamare online content store karne ka kaam Karti Hain. jaise Isme Hum Apne audio, photos ,videos  andtext file co store Karke rakhte Hain.

Shared Hosting (Linux Hosting)

Shared hosting Jaisa Ke Naam Se Hi Se Ki jane wali cheez mallum padti hai. Vaise hi yah share  ki jane wali hosting hoti hai.Shared hosting Ko Hum is Prakash samajh sakte hain-jaise ki aap 4-5 friends Milkar Kisi Hotel Mein koi room Karte Hain. Ab Apne jo room book kiya hai usko apne friend ke sath Share Karte Hain .Isi tarh share hosting may be aap  share kiye jane wali sarver par apni website co-host Karte Hain. jisme Ek he Sarver par kai Website host karai jati hai.

Shared hosting ke Kafi fayde bhi hai aur nuksaan bhi hai. Ek benefit yahi hai ki aapko kam prise main I’m a self hosting prat Ho Jati Hai. Jise Hum Apne hisab se Shree panel dwara control bhi kar sakte hain. Kyunki Shuru Shuru mein Hum Apni website blog ko  Jyada investment Karke Koi V nahi Lena Chahte Hain. isliye start Mein Shere hosting choose karna aap ke liye achha ho sakta hai.

Shared hosting ka nuksaan  yeh bhi hai ki aap ki website par Jab Jyada load karne lage ga To aap ki website/ blog offline ho jata hai. Kyunki jaise ki mai ne bataya ki ek He server for bahut sari website host ki Jati Hai. Jesus service system Jyada request process hone ke Karan down ho jata hai ,aur apki website/ blog offline ho jata hai.

VPS hosting( virtual private server)

VPS hosting ko ham is prakash se samajh sakte hain. kaise ki aap Kisi Hotel Mein ja kar 1 room book Karte Hain. jo ki keval aapke  Liye Hi Hota Hai. Matlab Ki aapko Koi bhi cheeze Nahi Kisi dusre ke sath share karne ki  jarurat nahi hai. Sab kuch  single hone ke Karan VPS hosting car price bhe  shared hosting se Adhik Hota Hai.

agar aap ki website Jata traffic Aane lagta hai to aap ko VPS hosting buy karna padega .VPS hosting the price shared hosting se adhic to Hota Hai. lekin aap ki website Ke sare content security aur  website ko  best performance bhi milegi . Aur apki website load Lene me Jyada Samay nahi lagi Sath hi Sath aapke Sare ke sare content be secure rahenge.

अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार टेक यू हेल्प के संस्थापक हैं। वह मानव व्यवहार और समाज का अध्ययन करने के जुनून के साथ अत्यधिक प्रेरित व्यक्ति हैं। उन्होंने 2015 में कानपुर विश्वविद्यालय से समाजशास्त्र में मास्टर ऑफ आर्ट्स की डिग्री प्राप्त की है। पढ़ाई के दौरान, अनूप कुमार ने सामाजिक संरचनाओं और व्यक्तिगत अनुभवों को आकार देने के तरीकों की गहरी समझ विकसित की।
WordPress List - Subscription Form
Never miss an update!
Be the first to receive the latest blog post directly to your inbox. 🙂

Leave a Comment