INDIAN FLAG KE BARE ME TOP 10 AMAZING FACTS IN HINDI

INDIAN FLAG

INDIAN FLAG KE BARE ME TOP 10 AMAZING FACTS IN HINDI :

Hello friends, aaj ham bat karne wale hai Indian Flag ke bare me . Dosto Flag ke bare me ham sabhi jante hai . Lekin mai aaj aapko Indian Flag ke 10 amazing facts ke bare me batane ja raha hu . Jiske bare me shayad aapko pata nahi hoga.

Tiranga flag history in hindi – dosto yah aap sabhi jante hai. ki Indian Flag Tiranga hamari aur hamare desh ki aan ,baan aur shaan ka pratik hai. Is aan , aur shaan keliye hi hamare kai veer jawan saheed ho gaye aur aaj bhi ham iski shaan keliye apne pran bhi de sakte hai. Hamar tiranga hamari jaan hai . Aur jab ham apn3 tirange ko ghatate hai. To hame bahut garv mahsush hota hai. To chaliye ek baar phir se ham ye song gun guna lete hai. Sare jaha se achha hindustan hamara, hum bulbule hai isaki ye gulsitan hamara, hamara sare jaha se achha hindustan hamara, hamara. 10 Amazing facts about Indian Flag

TOP AMAZING FLAG ABOUT INDIAN FLAG :

1. India me Tirange ko fahrane ke jo niyam banaye gaye hai. Unka palan karna sabhi ke liye anivary hai.

2. Yadi koi person galat tarike se Tiranga fahrata hai. to person ko jail ho sakti hai.

3. Tiranga hamesha cotton, silk ya khadi ka hi hona chahiye.

4. Kisi bhi sthit me kate fate maile Tirange ko fahraya nahi ja skta .

5. Tirange ka nirman hamesha 3:2 me hona chahiye. aur yah rectangle shape me hi hona chahiye.

6. Aap kabhi bhi Tirange ko kisi bhi sajavat ke liye use nahi kar sakte. aisa dandniy apradh hai.

download app

7. Tirange par kabhi bhi kuchh bhi nahi likhana chahiye. yah bhi dandniy apradh hai.

8. Tirange ko aap kisi bhi cheez ko dhakne ke liye use nahi kar sakte. Yah hamare tirange ka apmaan hoga . Aur iske liye aap ko dandit bhi kiya ja sakta hai.

9. Kisi bhi sthit me Tiranga jamin par touch nahi karna chahiye.

10. Tiranga keval shok ke avsar par hi aadha jhuka rahta hai.

11. Tirange ke barabr ya upar kisi bhi anya jhande ko nahi lagaya ja sakta.

Dosto aapko ye jankari kaisi lagi hame jarur bataye. Sath hi apne friend ke share jarur kare.

अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार टेक यू हेल्प के संस्थापक हैं। वह मानव व्यवहार और समाज का अध्ययन करने के जुनून के साथ अत्यधिक प्रेरित व्यक्ति हैं। उन्होंने 2015 में कानपुर विश्वविद्यालय से समाजशास्त्र में मास्टर ऑफ आर्ट्स की डिग्री प्राप्त की है। पढ़ाई के दौरान, अनूप कुमार ने सामाजिक संरचनाओं और व्यक्तिगत अनुभवों को आकार देने के तरीकों की गहरी समझ विकसित की।
WordPress List - Subscription Form
Never miss an update!
Be the first to receive the latest blog post directly to your inbox. 🙂

Comment (1)

Leave a Comment