Internet Par Browsing Karte Samay Secure Rahne Ke Tips

Internet par browsing to ham sabhi karte hai. Internet par ham har tarh ki site visite karte hai . Aur har site par kuch n kuch activity karte hai. Inhi sites par kabhi kabhi hackars bhi majood hote hai. Jo aapko tarh tarh se atraik karke hack karne ki firak me rahte hai. Aaj mai aapko internet par browsing karte samay secure rahne ke tips batane jar aha hu.

secure tips

Aap sabhi internet se jude hai. Aaj kal har chote se lekar bade kaam ke liye internet ka use kiya jata hai. Chahe vah ticket booking ho ya hotel ki booking. Yaha tak sabhi work internet par hi depend hai. Aise me internet par secure rahna jarury hai. Aksar browsing karte samy ham kuchh mistak kar dete hai jisase ham cyber crime me phans sakte hai. Isliye aaj ham apne aap ko secure rakhane ke bare me kuchh charcha karne ja rahe hai.

download app

Online Secure Rahne Ke Five Tips :-

1- Aap jab bhi kisi site ko vigite kiya hoga to dekha hoga ki ye sabhi sites https se start hoti hai. Yadi aap kisi aisi site par hai jiska address https ki jagah http se hai to yah site aapke liye secure nahi hai aisi sites par aap apni persnol information share na kare. Kyonki s kisi bhi site ke security ko show karti hai.

2- Kisi bhi browser per jo setting hoti hai. Usake anusar yah automatic sabhi update kar deta hai. Lekin yadi aapne ye setting manually set kar rakhi hi to aapko browser ke har udate ko update karte rahe. Aap hamesha apne browser ko up to date rakhe. Kyonki new broser aapko hamesh secure rakhta hai.

3- Kisi bhi site ko open karne ke liye jaha par aapko email fill karna jarury hai. To vaha diye gaye security feature ka use jarur kare. Khaas taur par gmail me login karte samay. In security featurs ko active karna bahut hi easy hai. Inka use jarur karna chahiye.

4- Email par sabse jarury hai ki aap two factor atification ko use kare. Isase aap jab bhi us site par login karenge to aap ke mobile par ek password ayega jise enter karke aap vaha login kar sakte hai. Isase koi bhi other person aapke account me login nahi kar payega kyonki login se pahale aapke mobile par password aayega jise fill karna hoga.

5- Sites par suffering karte samy kabhi bhi aise adds par click na kare jo aapse kahe ki aapke mobile ya computer me viruse hai. Abhi clean karne ke liye ye software download kare. Aise adds aapko hamesa wrong sites par lekar jayengi jaha par aapki privacy ko khatra ho sakta hai.

To Dosto mujhe lagta hai , ki aap apne aapko browsing me safe rakhange aur kabhi kisi problem me nahi aayenge. Agar aapko ye article achha lage to apne friends ke sath share kare.

अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार टेक यू हेल्प के संस्थापक हैं। वह मानव व्यवहार और समाज का अध्ययन करने के जुनून के साथ अत्यधिक प्रेरित व्यक्ति हैं। उन्होंने 2015 में कानपुर विश्वविद्यालय से समाजशास्त्र में मास्टर ऑफ आर्ट्स की डिग्री प्राप्त की है। पढ़ाई के दौरान, अनूप कुमार ने सामाजिक संरचनाओं और व्यक्तिगत अनुभवों को आकार देने के तरीकों की गहरी समझ विकसित की।
WordPress List - Subscription Form
Never miss an update!
Be the first to receive the latest blog post directly to your inbox. 🙂