Top Unknown Amazing Fact Of WiFi In Hindi

amazing fact

 Top Unknown Amazing Fact Of WiFi In Hindi:

Hello friends aaj mai aap ko is artical me WiFi ke kuch amazing fact ke baare mein batane wale hain. Wifi ka use Hum Sabhi log karte hain. Lekin WiFi ke baare mein kuch amazing fact hai. Jinke baare me Shayad aap ko nahi pata hoga. Aaj mai aapko kuchh aise hi amazing facts ke baare mein bat karne wale hain.

What is WiFi:

Standard wireless Local area network (WLAN) ka hi part hai. WiFi Ethernet network ka wireless version hai. Hame laptops tablet aur smartphone me wifi inbuilt option taur par milata hai. Jaise kisi smartphone, tablet or laptop me security aur camera important hai. Usi tarah har device me WiFi bhi apni alag importance rakha hai. Wifi ka pura naam “wireless fidelity” hai.

Example of wifi- aap ke ghar office ya public place me WiFi ke bahut Sare example mil jayenge. Jaise — wireless LAN, wireless router,wifi hotspot etc .

How To Connect Wifi Mobile To laptop Or Mobile To Mobile:

Agar aap ko mobile se mobile connect karna hai. To aap jis mobile ko connect karna chahte hain. Usme hotspot open kijiye aur dusre mobile me wifi open kijiye. Ab aapne jise mobile me wifi open Kiya Hai wahan par aap ko dusre mobile ka WiFi network dikhai padega. Jis per click Karke aap usse connect kar sakte hain. Agar aap ko connecting me password mag raha hai. To doosre mobile ke hotspot me jakar help me apko password dikh raha hoga usko usame dal kar dono device aapas me connect kar sakte hain.

Amazing fact of wifi:

Number 1 – WiFi ki basic Technology ke founder “Hedy Hamarr” the.

Number 2-  Iska ka pura naam “wireless and fertility” hai .

Number 3- Agar aapko lagta hai ki WiFi sirf choti doori Jaise 50-100 meters me hi use kar sakte hai. To aap bilkul galat hai kyunki WiFi signal 275 kilometre tak duri tay kar sakte hai.

Number 4- United State (US) countries me anya countries ki tulna me WiFi signal jyada behatar hai.

Number 5- Agar apke ghar me microwave oven hain. To agar aap micro oven aur WiFi ko ek sath open karte hain. To Wifi ka signal down ho jayega.

download app

number 6 – Bahut Se log sochate hai. Ki WiFi signal Hamari sehat par bura asar dalte hai. To mai aapko bata du ki WiFi signal me radiation ki Matra mobile phone se hone wale radiation ki tulna mai bahut kam hai.

Number 7 – WiFi ek chipe tar Ki Tarah aapke computer aur mobile phone ko apas me connect karta hai.

Number8- Agr aapke WiFi ke singh weeke hai to aap “wireless repeaters” ki help se single bada sakte hai.

Number 9- WiFi keval ek radio signal hai jbki log sochate hai. Ki WiFi ka khud ek alag single hota hai.

Number 10 – bahut se pablic palace office aur hotel me free WiFi offer karte hai. Lekin aapko bata du ki iski bhi limit hoti hai. Aur vo lagbhag 100 megabytes hoti hai.

Dosto ye the WiFi ke baare me kuch amazing fact jinko aap ke saath baat karni mujhe bahut accha laga. Agar Apke Pas bhi kuch amazing facts to Aap hamare sath share kar sakte hain.

अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार वैश्य
अनूप कुमार टेक यू हेल्प के संस्थापक हैं। वह मानव व्यवहार और समाज का अध्ययन करने के जुनून के साथ अत्यधिक प्रेरित व्यक्ति हैं। उन्होंने 2015 में कानपुर विश्वविद्यालय से समाजशास्त्र में मास्टर ऑफ आर्ट्स की डिग्री प्राप्त की है। पढ़ाई के दौरान, अनूप कुमार ने सामाजिक संरचनाओं और व्यक्तिगत अनुभवों को आकार देने के तरीकों की गहरी समझ विकसित की।
WordPress List - Subscription Form
Never miss an update!
Be the first to receive the latest blog post directly to your inbox. 🙂

Leave a Comment